a friend of mine at the animation institute ..read my blog and said"kruti ke liye likha kuch humare liye bhi likh"....
so a poem specifically dedicated to her on her beauty .........
"beauty lies within the soul".......rightly said
for you ...Sri....with love..........Jubin......
Teri in zulfho ko aaj sitaro ke hawaale kar de
Ada hai tujh sa agar yeh raat fir mujhe diwaane kar de
Humne raat me dekhi hai badr-e-noor* tere husn se pehle
Tere husn ke baad mere charche shaher me zaamane kar de
Mehfil saj jaye tujhse, mehfil uth jaye tere chale jane ke baad
Mureed* hai hum tere fir tawajjoh* se mujhe parwaane kar de
Hawa chale to rukh* se teri zulfhein hath jati hai
Fir Aukaat raat me ho agar to jawaani tere saamne kar de
Samandar mein Mauj uthte hai to tujhe chune ke bahane
Yeh sishe ka paimana kya hai, poore samandar ko tu maikhana kar de
badr-e-noor = Full Moon
Mureed = Fan/admirer
tawajjoh = attention
Rukh = Face
---------------Ek Simat ta Shoonya.--------------
No comments:
Post a Comment